Back to Products

Products
Wheat straw(Toori)
Price on request
Usage
Toori (bhusa) ka sab se ziada istemaal gaye, bhains aur bakriyon ke chare ke tor par hota hai, jisko sabz chare ke sath mila kar maweshion ko khilaya jata hai. Iske ilawa yeh farm aur astabl mein janwaron ke niche bichane ke kaam aata hai taake jagah khushk aur garam rahe. Dehati ilaqon mein isko mitti ke gare mein mila kar deewaron aur chhaton par lep kiya jata hai taake dararein na padein, jabke kheti aur gardening mein yeh mitti ki nami barqarar rakhne aur organic khad banane ke liye bhi istemaal hota hai.